Tuesday, April 7, 2009

....Jald........

aankhein nam na kar
jang lag jayega
haathon aur goliyon ko,
honthon se na chum mujhe
rang lag jayega
vatan ki baaton ko
jab desh main bas diwali par..
bam futengai
tab hum ishq karengai....

labo se bol,,saanso se nahi
varna teri saanso sa dodega mera laho
aur thak jayega
ye kaise beh payega
aaj inn laato(baalo) ko bandh kar rakh
armaan machal jayega
haaoton se nahi chunga main inhein aaj
haath bhatak jayega
banduk nahi uthayega
jab bache chiptai hue apni maa kai pet sai,
traino main nahi jalengai
tab hum ishq karengai
haan hum ishq karengai ..
hum ishq karengai
jald.............

1 comment:

Akash Verma said...

wow. i read each line slowly...slowly and carefully. Such a teasing poem.

"haaoton se nahi chunga main inhein aaj
haath bhatak jayega
banduk nahi uthayeg"

To be torn between love and duty! amazing!